Kabir Doha 2 – Anup Jalota - Lyrics



Hindu Kaho To Mai Nahi Musalman Bhi Nahi
Panch Tatva Ka Putala Gavi Khaile Mahi

Chalti Chakki Dekh Ke Diya Kabira Roy
Do Patan Ke Beech Me Sabut Bacha Na Koe

Mali Awat Dekh Ke Kaliya Kare Pookar
Phooli Phooli Chun Layi Kaal Hamari Baar

Pahan Pooje Hari Mile To Mai Pooju Pahad
Tate To Chakki Bhali Pees Khaye Sansar

Shahib Te Sab Hot Bande Se Kachhu Naahi
Raai Te Parbat Kare Parbat Raai Maahi

Bura Jo Dekhan Mai Chala Bura Na Milya Koe
Jo Dil Khojo Apna Mujh Se Bura Na Koe

Satguru Ke Updesh Ka Sunio Ek Vichar
Jo Satguru Milta Nahi Jate Yam Ke Dwar

Mood Mudai Hari Mele Sab Koi Le Mudai
Bar Bar Ke Mood Te Bhed Baikuth Na Jaye

Ye Tan Vish Ki Belri Guru Amrat Ki Khaan
Sheesh Diye To Guru Mile To Bhi Sasta Jaan

Sai Itna Dijiye Ja Me Kutum Samay
Mai Bhi Bhuka Na Rahu Sadhu Na Bhookha Jaye
Kabira Sadhu Na Bhookha Jaye

Daya Dharam Ka Mool Hai Paap Mool Santap
Jaha chhama Vaha Dharm Hai Jaha Daya Vaha Aap

Jo Til Mahi Tel Hai Jo Chakmak Me Aag
Tera Sai Tujh Me Hai Jag Sake To Jag
Kabira Jag Sake To Jag

Ram Naam Ki Loot Hai Loot Sake To Loot
Phir Peechhe Pachhatyega Jab Pran Jange Chhoot
Kabira Jab Pran Jange Chhoot




0 comments:

Post a Comment

 
Top