Mata Bhajans : Dhol Baje Maa Baje Jhanjh Nagade Maa Ke Dware Dhol Baje Maa Dhoom Machi Bhakto Ki Lyrics
Jai Kara Sherawali Da
Bol Sanche Darbar Ki Jai
Jai Ho
Dhol Baje Maa
Dhol Baje Maa
Baje Jhanjh Nagade Maa Ke Dware
Dhol Baje Maa
Baje Jhanjh Nagade Maa Ke Dware
Dhoom Machi Bhakto Ki
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Dhol Baje Maa
Baje Jhanjh Nagade Maa Ke Dware
Dhol Baje Maa
Baje Jhanjh Nagade Maa Ke Dware
Dhoom Machi Bhakto Ki
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Navrate Ka Din Pahala Lubhaye
Navrate Ka Din Pahala Lubhaye
Ghar Ghar Maiya Ji Ki Jyote Jagmagaye
Dusre Din Maa Ne Khol Diye Bhandare
Dusre Din Maa Ne Khol Diye Bhandare
Dhoom Machi Bhakto Ki
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Dhol Baje Maa
Dhol Baje Maa
Teesra Din Navratra Ka Pyara
Sukh Deti Hai Maiya Jeevan Ka Sara
Chauthe Din Dekho Bhawan Ke Ajab Nazare
Chauthe Din Dekho Bhawan Ke Ajab Nazare
Dhoom Machi Bhakto Ki
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Dhol Baje Maa
Dhol Baje Maa
Pachve Din Maa Ka Pyar Suhaana
Pachve Din Maa Ka Pyar Suhaana
Chhatve Din Bante Maal Khajana
Chhatve Din Bante Maal Khajana
Saatve Din Maa Ke Gunje Bhawan Ke Jai Jai Kaare
Jai Maa Jai Maa
Saatve Din Maa Ke Gunje Bhawan Ke Jai Jai Kaare
Jai Maa Jai Maa
Dhoom Machi Bhakto Ki
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Jagrate
Dhol Baje Maa
Dhol Baje Maa
Din Aastami Ka Hai Chook Na Jaana
Din Aastami Ka Hai Chook Na Jaana
Jyot Jala Ke Panna bhajan Sunana
Jyot Jala Ke Panna bhajan Sunana
Ho Ke Bedhadak Navmi Ko Aarati Utaare
Ho Ke Bedhadak Navmi Ko Aarati Utaare
Dhoom Machi Bhakto Ki
Dhoom Machi Bhakto Ki
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Navrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Navrate
Dhol Baje Maa
Baje Jhanjh Nagade Maa Ke Dware
Dhol Baje Maa
Baje Jhanjh Nagade Maa Ke Dware
Dhoom Machi Bhakto Ki
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Navrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Navrate
Jidhar Dekho Jagrate
Aaye Maa Ke Navrate
0 comments:
Post a Comment