Sai Baba Bhajans : Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye - Lyrics
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye

Ek Phool Gulab Ka Laya Hu Charno Me Tere Rakhne Ke Liye

Naa Roti Moti Chaval Hai Na Dhan Daulat Ki Thaili Hai

Do Aansu
Do Aansu Bacha Ke Laya Hu Bus Pooja Teri Karne Ke Liye
Do Aansu Bacha Ke Laya Hu BusPooja Teri Karne Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Naa Rang Mahal Ki Abhilasha Naa Ichha Sone Chandi Ki

Teri Daya Ki
Teri Daya Ki Daulat Hi Kaafi Hai Meri Jholi Bharne Ke Liye
Teri Daya Ki Daulat Hi Kaafi Hai Meri Jholi Bharne Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Mere Sai Ichha Nahi Meri Ab Yaha Se Vapas Jaane Ki

Charno Me
Charno Me Jagah De Do Thodi Mujhe Jeevan Bhar Rahne Ke Liye
Charno Me Jagah De Do Thodi Mujhe Jeevan Bhar Rahne Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Mandir Mandir Dhooda Tujhko Per Paar Nahi Paya Maine

Nazare To
Nazare To Utha Ke Dekh Jara Tere Samne Ye Dewaana Hai
Nazare To Utha Ke Dekh Jara Tere Samne Ye Dewaana Hai
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
Badi Door Se Chalke Aaya Hu Sai Baba Tere Darshan Ke Liye
0 comments:
Post a Comment