Evening Bhajan: Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai Paraya - Lyrics

Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai

Paraya Dard Apnaaye Usse Insaan Kahte Hai

Kabhi Dhanwaan Hai Kitna
Kabhi Dhanwaan Hai Kitna
Kabhi Insaan Nirdhan Hai
Kabhi Insaan Nirdhan Hai
Kabhi Sukh Hai
Kabhi Dukh Hai Issi Kaa Naam Jeevan Hai
Kabhi Dukh Hai Issi Kaa Naam Jeevan Hai
Jo Muskil Me Naa Ghabaraye
Jo Muskil Me Naa Ghabaraye Usse Insaan Kahte Hai
Jo Muskil Me Naa Ghabaraye Usse Insaan Kahte Hai

Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai
Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai

Ye Duniya Ek Uljhan Hai
Kahi Dokha Kahi Thokar
Ye Duniya Ek Uljhan Hai
Kahi Dokha Kahi Thokar

Koi Hans Hans Ke Jeeta Hai
Koi Jeeta Hai Ro Ro Kar
Koi Hans Hans Ke Jeeta Hai
Koi Jeeta Hai Ro Ro Kar
Jo Gir Kar Phir Sambhal Jaaye
Jo Gir Kar Phir Sambhal Jaaye
Jo Gir Kar Phir Sambhal Jaaye Usse Insaan Kahte Hai
Jo Gir Kar Phir Sambhal Jaaye Usse Insaan Kahte Hai

Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai
Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai

Agar Galti Rulaati Hai To Ye Raah Bhi Dikhaati Hai

Manush Galti Kaa Putla Hai Ye Akkasar Ho Hi Jaati Hai

Jo Galti Kar Ke Pachhataaye
Jo Galti Kar Ke Pachhataaye
Jo Galti Kar Ke Pachhataaye Usse Insaan Kahte Hai
Jo Galti Kar Ke Pachhataaye Usse Insaan Kahte Hai

Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai
Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai

Paraya Dard Apnaaye Usse Insaan Kahte Hai
Paraya Dard Apnaaye Usse Insaan Kahte Hai

Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai
Kisi Ke Kaam Jo Aaaye Usse Insaan Kahte Hai

0 comments:

Post a Comment

Top