Satsang Bhajan: Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu - Lyrics

Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Baatane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein

Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein

Nazar Bhar Dekh Kar Kanha
Nazare Dekh Leta Hu
Tujhi Me Chaand Suraj Aur Sitaare Dekh Leta Hu

Hazaro Chot Pal Bhar Me Mai Dil Me Jhel Jata Hu
Hazaro Chot Pal Bhar Me Mai Dil Me Jhel Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu

Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein

Khudi Ko Bhool Baitha Hu Diwana Ho Gaya Tera
Tumhari Lo Me Jal Jau Banu Parwana Tera
Yahi Araman Lekar Mai Hazaro Meel Aata Hu

Zuba Khamosh Rahti Hai Nigahe Baat Karti Hai
Jude Ye Haath Vandan Me Ye Aankhe Naad Jharti Hai

Mai Kosis Laakh Karta Hu Zuba Na Khol Pata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu

Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein

Daya Itni Si Ho Mujh Pe Sada Darbar Me Aau
Teri Pyari Si Chitwan Me Mere Sarkar Kho Jaau

Kahe Ye Harshvardhan Charno Ki Teri Jo Dhool Pata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu

Kahe Ye Harshvardhan Charno Ki Teri Jo Dhool Pata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu

Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu

Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu

Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein

0 comments:

Post a Comment

Top