Anmol Bhajan: Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai Tu Hai Rahta Kaha Tera Kya Kaam Hai - Lyrics



Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai
Tu Hai Rahta Kaha Tera Kya Kaam Hai

Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai
Tu Hai Rahta Kaha Tera Kya Kaam Hai
Kya Hai Teri Hakikat Jo Gumnaam Hai
Tujhpe Khud Ko Chhupane Ka Ilzaam Hai

Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai
Tu Hai Rahta Kaha Tera Kya Kaam Hai
Kya Hai Teri Hakikat Jo Gumnaam Hai
Tujhpe Khud Ko Chhupane Ka Ilzaam Hai

Tune Duniya Banayee Kyu Maksad Bata
Tune Duniya Banayee Kyu Maksad Bata

Roohe Isme Basai Kyu Matalab Jata
Roohe Isme Basai Kyu Matalab Jata

Tere Jalwo Se Roshan Zameen Aasma
Kyu Kisi Ko Nazar Tu Naa Aata Yaha

Teri Pardanaseeni Ka Anzaam Hai
Doodhta Aaj Bhi Tujhko Insaan Hai

Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai
Tu Hai Rahta Kaha Tera Kya Kaam Hai

Dharmo Mazahab Me Hai Tere Charche Baya
Shaan Me Teri Likhte Hai Parche Vaha
Dharmo Mazahab Me Hai Tere Charche Baya
Shaan Me Teri Likhte Hai Parche Vaha

Sabke Bhagwan Apne Hi Apne Jaha
Naa Samajh Tujh Ko Samjhe Ladke Yaha
Tu Samjhadar Ho Ke Bhi Anjaan Hai
Hai Badi Karte Insaan Ko Badnaam Hai

Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai
Tu Hai Rahta Kaha Tera Kya Kaam Hai

Tune Jannat Banane Ki Mehant Bhi Ki
Phir Ye Dojakh Ko Laane Ki Jahamat Kyu Ki
Tune Jannat Banane Ki Mehant Bhi Ki
Phir Ye Dojakh Ko Laane Ki Jahamat Kyu Ki

Khel Kaisa Sa Gajab Tha Gajab Dhaa Diya
Nekiyo Ko Badi Se Mila Jo Diya

Lena Kab Tak Tumhe Sab Ka Imtihaan Hai
Ab Sabhi Ke Dilo Me Ye Armaan Hai

Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai
Tu Hai Rahta Kaha Tera Kya Kaam Hai

Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai
Aye Khuda Tu Bata Tera Kya Naam Hai

Hari Bol
Bolo Sachchedarbar Ki Jai




0 comments:

Post a Comment

 
Top