Bhakti Sangeet: Mann Usiki Karo Prarthana Jisne Jeevan Diya Jisne Di Atma - Lyrics
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Jisne Jeevan Diya Jisne Di Atma
Jo Hai Sansar Mein Sabka Parmatma
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Jisne Jeevan Diya Jisne Di Atma
Jisne Jeevan Diya Jisne Di Atma
Jo Hai Sansar Mein Sabka Parmatma
Jo Hai Sansar Mein Sabka Parmatma
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Jag Me Sabse Badi Ek Hi Shakti Hai
Jiski Bhakti Se Badkar Nahi Bhakti Hai
Jiski Bhakti Se Badkar Nahi Bhakti Hai
Chhal Kapat Lobh Ke Saare Santaap Se
Bus Usiki Sharan Mein Teri Mukti Hai
Bus Usiki Sharan Mein Teri Mukti Hai
Vo Harega
Vo Harega Saari Yatna
Vo Harega Saari Yatna
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Bhed To Vo Kisi Mein Nahi Dekhta
Bhed To Vo Kisi Me Nahi Dekhta
Chahta Hai Vo Sabme Rahe Ekta
Chahta Hai Vo Sabme Rahe Ekta
Usko Insaan Bankar Dikhayenge Hum
Usko Insaan Bankar Dikhayenge Hum
Kya Hua Ban Naa Paye Agar Devata
Kya Hua Ban Naa Paye Agar Devata
Jisne Di Hai
Jisne Di Hai Hume Bhawana
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Jisne Jeevan Diya Jisne Di Atma
Jisne Jeevan Diya Jisne Di Atma
Jo Hai Sansar Mein Sabka Parmatma
Jo Hai Sansar Mein Sabka Parmatma
Mann Usiki karo Prarthana
Mann Usiki karo Prarthana
Bolo Sanche Darbar Ki Jai
Bolo Sachchidanand Bagwan Ki Jai
0 comments:
Post a Comment