Bhakti Sangeet: Tumhi Ho Maata Pita Tumhi Ho - Lyrics



Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Tumhi ho sathi tuhmi sahare
Koi na apana siva tumhare

Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
Tumhi ho sathi tuhmi sahare
Koi na apana siva tumhare

Tumhi ho naiya tumhi khevaiya
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Jo khil sake na
Woh phool hum hain
Tumharay charanon ke dhool hum hain
Daya ki drishti sada hi rakhana
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho

Tumhi ho mata pita tumhi ho
Tumhi ho bandhu sakha tumhi ho




0 comments:

Post a Comment

 
Top