Shyam Bhajan: Humko Hamare Shyam Ne Kya Kya Nahi Diya - Lyrics



Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya
Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya

Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya
Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya

Tere Darbar Mein Data Sunane Dil Ki Aaye
Kare Kya Aap Se Parda Soch Parde Hataye Hai

Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya
Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya

Humne Bhi Unke Vaste
Humne Bhi Unke Vaste
Socho Ki Kya Kya Kiya

Shyam Pyare Ki Jai

Bhakto Ke Sang Baith Kar
Gun Gaan Kijiye
Bhakto Ke Sang Baith Kar
Gun Gaan Kijiye

Chhota Saa Bankar
Auro Ko Samman Dijiye
Jeena Uski Kaa Naam Hai
Prabhu Ke Liye Jiya

Humne Bhi Unke Vaste
Humne Bhi Unke Vaste
Socho Ki Kya Kya Kiya

Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya
Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya

Jo Kuchh Hamare Paas Hai
Nemat Hai Shyam Ki

Mera Jeevan Mere Mohan
Bin Teri Kripa Kis Kaam Ka Hai
Ye Teri Kripa Se Chamak Raha
Ye Asar Tumhare Naam Ka Hai

Jo Kuchh Hamare Paas Hai
Nemat Hai Shyam Ki

Kuchh Ansh Iska Bante To
Nemat Hai Kaam Ki
Roshan Hai Jindagi Wahi
Roshan Jo Jag Kiya

Humne Bhi Unke Vaste
Humne Bhi Unke Vaste
Socho Ki Kya Kiya

Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya
Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya

Kar Prem Iss Jahan Se
Nafarat Ko Katiye
Kar Prem Iss Jahan Se
Nafarat Ko Katiye

Kan Kan Mein Prem Bhav Ho
Bus Prem Batiye
Nandu Deewana Prem Ka
Mera Swami Sanwariya
Mai To Unki Bawariya
Janam Janam Ka Saath Hai Ye
Mera Sancha Shyam Piya

Kar Prem Iss Jahan Se
Nafarat Ko Katiye
Kan Kan Mein Prem Bhav Ho
Bus Prem Batiye
Nandu Deewana Prem Ka
Nandu Deewana Prem Ka
Hai Sanwara Piya

Humne Bhi Unke Vaste
Humne Bhi Unke Vaste
Socho Ki Kya Kiya

Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya
Humko Hamare Shyam Ne
Kya Kya Nahi Diya

Hari Bol
Bolo Shyam Pyare Ki Jai
Jai Shri Shyam
Jai Shri Krishna
Bolo Sanche Darbar Ki Jai




0 comments:

Post a Comment

 
Top