Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya - Lyrics


Bigade Har Ek Kaam Ko Usne Bana Liya
Jisne Bhi
Jisne Bhi Mere Shyam Ko
Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Bigade Har Ek Kaam Ko Usne Bana Liya
Jisne Bhi
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Bigade Har Ek Kaam Ko Usne Bana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Jisne Bhi Chaha Shyam Ko

Aangan Mein Uske Hi Sada Khushiyo Ka Gul Khila

Barso Ka Tha Sawal Jo Ek Pal Mein Paa Liya
Jisne Bhi
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Sanwariya Seth Shyam Ki Mahima Mahan Hai

Mahima Mahan Hai
Mahima Mahan Hai
Kalyug Mein Pooje Apko
Saara Jahan Hai
Saara Jahan Hai
Ek Baar Jisne Sheesh Jo
Darr Pe Jhuka Liya

Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Duniya Mein Dev Shyam Saa
Ata Nahi Nazar
Ata Nahi Nazar
Jisne Ki Daan Mein Diya
Pal Bhar Mein Apna Sir
Pal Bhar Mein Apna Sir

Kahta Hai Jisne Bawra
Kahta Hai Jisne Bawara
Gungaan Gaa Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bolo Khatu Naresh Ki Jai Ho

Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam




0 comments:

Post a Comment

 
Top