Jeevan Hai Bekar Bhajan Kar Duniya Mein - Lyrics


Kaun Hota Kab Kisi Ka
Dum Nikalne Ke Baad
Khaak Rah Jati Hai Kewal
Jism Jal Jaane Ke Baad

Jeevan Hai Bekar
Bhajan Kar Duniya Mein
Bhajan Kar Duniya Mein
Jhutha Hai Sansaar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jeevan Hai Bekar
Bhajan Kar Duniya Mein
Bhajan Kar Duniya Mein
Jhutha Hai Sansaar
Bhajan Kar Duniya Mein

Bade Bhagya Se Nartan Paya
Usme Bhi Hari Gun Nahi Gaya
Usme Bhi Hari Gun Nahi Gaya

Kya Naa Prabhu Se Pyar
Kiya Naa Hari Se Pyar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jeewan Hai Bekar
Bhajan Kar Duniya Mein

Maya Ne Tujhko Bahkaya
Sang Chalena Teri Kaya

Kyu Banta Hai Hoshiyar
Bhajan Kar Duniya Mein
Kyu Banta Hai Hoshiyar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jeewan Hai Bekar
Bhajan Kar Duniya Mein
Bhajan Kar Duniya Mein
Jhutha Jhutha Jhutha
Jhutha Hai Sansaar
Bhajan Kar Duniya Mein

Dhan Daulat Aur Mahal Khajane
Jinko Samjhe Apne Jaane
Jayega Jayega Jayega
Haath Pasaar
Bhajan Kar Duniya Mein

Kya Lekar Tu Aaya Jagat Mein
Kya Lekar Jayega Tu Sang Mein
Re Mat Mand Gawar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jeewan Hai Bekar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jab Yam Doot Lene Ko Aave
Jab Yam Doot Lene Ko Aave
Ro Ro Karke Tu Chillave
Kahe Pade Karari Maar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jeewan Hai Bekar
Bhajan Kar Duniya Mein

Apne Guru Ke Sharan Mein Jao
Jeevan Apna Dhanya Banao
Tab Hovega Uddhar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jeewan Hai Bekar
Bhajan Kar Duniya Mein

Jhutha Jhutha Jhutha
Jhutha Hai Sansaar
Bhajan Kar Duniya Mein
Bhajan Kar Duniya Mein

Bolo Sachidanand Bhagwan Ki Jai
Jai Shri Ram
Jai Shri Krishna




0 comments:

Post a Comment

 
Top